Ye Zindagi!
Jaane Kya chahti hai humse ye zindagi?
Naye sawal puchti hai humse kabhi kabhi,
Sab kuch hote huve bhi lagti hai najane kiski kami?
Kyu rehti bechaini Kabhi Kabhi?
Kyu har jawab mai hota hai ek naya Sawaal?
Najane Kya hai zindagii ka ye babaal?
Kyu rehti hai bheed mai Tanhaai Kabhi kabhi?
Dikhati hai humai kahii rastain humai ye zindagi,
Par Kyu nahii batati kaunsa rastaa hai Sahi?
Raasta sahi hai ya galat pata lagana hai humai.
Har Sawalo ka jawab khud dhoondna hai Humai. :D
All d best